ZINDAGI Kya hai yeah zindagi ? akhier kya hai is ma ? samjh
bhi to nahe ati na ………. Har ak ka lihaz say alag alag hai zindagi koi khata ha
zindagi DO pal ki ha …………. Koi khata ha zindagi 4 din ki ha ………….. ma khati hun
zindagi ka koi pal he nahe khabi bbi khayen bb insan chal basta ha phr hum kasy
kahe sakthy hain ka zaindagi do ya char pall ki ha jab ka hmay pata he nahe ha
ka agala mor hmara kasy ha ?? ……………. Bhut confusing hai sub kuch ………..Zindagi
khubsorat bhi ha zindagi ma gum bhi hain khaty hain na khbi kushi khbi gum
yeahi hal ha zindagi ka bb ……….agr zindagi itni he hasseen hai to phr sub roty
kun hain ?? sub ko kushiyan kun nahe milti ?? kun gaeeb log sarko par pary hain
? kun un k ghar ma khany tak ko roti nahe ha ??phanny ko kapera nahe hai? Kya yeah
hai zindagi ??? uffffffffff nahe samjh lag rahe bhut muskil hai yeah zindagi or
agr dosri traf dacha jay to ?? or agr zindagi itni he dukhi si ha to log hasty
kun hain ? un ki zindagi ma kushiyan kahan say ati hain ?? kun bary bary gharo
m rheaty hain ? kun dosro ko bhul jaty hain? .ma t o phr bb yeah kahu gi ka..
zindagi yeah ka jis ma insan ko any ka to pata ha k kab aya or kis traha par
insan ko jany ka nahe pta k kis time gya kab gya or kun gya hasta basta insan
bbb chala jata ha bemari wala insan bb chala jata ha hmay kuch nahe pata lagta
…………..isi liy to khaty hain ka apni zindagi ma he apny liy kuch kar lo yeah na
ho badd m ALLAH ko many k time he na mily ………………….phr kya karyn gyn ?? agr
zindagi he na rahe ??............. is zindagi ma to sub ap k sath hain b sap ki
kushi ma sharek hoty hain log ap k dukh ma to koi sathh ata he nahe ha ……… jab
tak zinda ho log hain jasy he mar jao gy log dafn kar aty sath bhul jayn gyn
nahe sochyn gyn ka kitna acha waqat ap ka us k sath guzra ha ……………..jo krna ha
apny li yap ny khud krna ha kisi dosry ka balbuty par nahe krna abhi say apny
liy kuch nakieyan kama kr rakh lo badd m kam ayn gi log nahe dayn gyn kuch
yeahi asal zindagi ha kis ko pata ha k kal honi ha? Balky kal to dur ki baat ha
kis ko pata ha k us ny agal sans lana ha ya nahe ??
Zindagi bhut muskil bb
ha or asan bb ha lar kar guzaro gy to bhut muskil ha has kar or apny ALLAH ko
kush kar k guzaro gy to pata bb nahe chalta han par agr ALLAH ko razi kar k
guzar k jao gy phr to asaniyan he asaniyan hain har tarf …………………….zindagi
gulzar asy he nahe hoti bhut si qurbaniyan dani parti hain is k liy to …………….
Kya khoob kaha ha kisi ny Subha hoti hain sham hoti hai umer yunhai tamam hoti
hain …………….. bhut achier bat ki ha or sahe bb pata he nahe chalta zindagi bhut
choti si ha is ko gunhao ma ziya mat karo agy ja kar hisab bb dana ha kis ma
dayn gyn ?? ……..abhi to hmay samjh nahe lag rahe par jan nikalty nahe pata
lagna raat soy ho gunha kar k subha uthy he naahe to kya krna hai ??? ….
Zindagi ko samjho or achy say guzaro bs yeahi likhun gi ag ……………ALLAH hum sub
ko haiya day amen
written by
Naira Khalid



.jpg)
.jpg)
.jpg)


